Welcome to Sultan Web (sultanweb.in)!
Hamara maqsad hai Islamic knowledge ko asaan aur samajhne layak zaban mein aap tak pahunchana. Humne dekha hai ki bahut se log Roman Urdu/Hindi (Hinglish) mein parhna pasand karte hain, isliye humne is platform ko banaya hai taaki Deen ki malumat har kisi tak asani se pahonch sake.
What we offer:
Authentic Islamic articles in Hinglish.
Daily Dua, Hadith, aur Seerat-un-Nabi ki malumat.
Asaan alfaz mein masail ka hal.
Humara vision hai ek aisa digital space banana jahan koi bhi apni zaban mein Islam ki sahi taleem hasil kar sake.

